Har bat pe kehte ho tum ke tu kya hai
Tum he kaho ye Andaz ae guftugu kya hai
Ragon me doudte phirne ke hum nahi qail
Jab ankh he se na tapka to phir lahoo kya hai
Chipak raha hai badan par lahoo se pairaahan
Hamari Jeb ko ab haajate rafoo kya hai
Post a Comment
No comments:
Post a Comment